
Day 1
Kya Yahan koi rehta hai..??
Kya lagta hai..??
Kya Tu reh sakta hai..??
Kya kehta hai..??
Poori mehnat krta hai tb khaata yeh,
Kya khata hai yeh..??
Kya saza hai yeh..??
Kiski vajah se yeh..??
Kya teri duaa mein yeh..??
Kya hua hai yeh, kya yeh sehyog hai..??
Kya inko bhi hoty rog hai..??
Kya yeh bhi duniya k log hai..??
Bs kuch log hain jinko kuch rog hain,
Kya tujhko prabodh hai..??
Kya tujhko sambodh hai iska..??
Bachaa tu sooya reh.
