Hii i m shivam Shivam and i m from delhi. Today's i m going to explore you Humayun tomb which is situated in the middle of Delhi. So let's start.
On 8 January 2020.
At the time of morning around 6 am i wake-up. And i was so excited to explore something new on that day. Mom cooked my food for the whole day. And finally i ready to go.
Me gali se jaa rha hota huu tabhi kuch log poochte hai kahan jaa rhe ho. Me unhe bata deta huu iss baar delhi. Kuch der hii per road pr pahuchte hii me ek auto leta huu metro tak ka uss auto me bethna bhi alag feeling milti hai.
Din kafhi achaa hai. Badal poore blue blue ho rkhe hai sach me maja saa aa rha hai.
Metro me travel krta huu. Welcome prr change krta huu metro. Chlte chlte pragati maidan hote hue me Humayun tomb ke gate pr pahuchta huu. Vaha kafhi log hote hai tourists hote hai couples hote hai travelers hote hai. Foreign people bhi dikhte hai and kuch meri trha solo travelers bhi hote hai..
Me thoda aage chlta huu ar vaha tickets home jo dekhta huu. Vaha prr online payment ka options hota hai. Per person 35 rupees ki leta hu ar chl deta huu ander ghumne ke liye.
Ar bss phir ghumna suru parks bhi hote hai vaha. Mere saat mere 2 friends ar milte hai jaha hum kai pics clicks krte hai bhahaut achaa lg rha hota hai 😋😋.
And iss trha mera ye Humayun tomb ka safar kutm hota hai kafhi msti krte hai hum. And vaha se jaane ke baad dominos bhi jaate haii and then back to home.
Chlo phir milenge ese hii koi ar trip kii kahani sunayenge.
Kuch ese hii trips ar information ke liye aap mere Instagram prr aaoo na
You have to search @shivam_sharma7205 .
Thanku 😊